Haye Wo din bhi kya tha
Kitna Rangeen Sapna Tha
Hum unka wo apna tha
Lakin Qismat na dur kardiya
Aisi bhi Kya majburi
Hogayi dilonme duri
Hasrat Hooyi na puri
Lekin Qismat ne dur kardiya
Barish ki ya phuwar Hai
Dil apna Bekarar Hai
Ruswai majhdhaar Hai
Sab jhutha sansar Hai
Hum se guna kya aise hua
Duniya na bhi ruswa kiya
Kya pyaar karna khatah toh nhi
Apni gareebi saza toh nahi
Haye Wo din bhi kya tha
Kitna Rangeen Sapna Tha
Hum unka wo apna tha
Lakin Qismat na dur kardiya
Aisi bhi Kya majburi
Hogayi dilonme duri
Hasrat Hooyi na puri
Lekin Qismat ne dur kardiya